Wednesday, September 21, 2011

Kun Faaya Kun - Rockstar (2011) Song Lyrics

 
Song Name : Kun Faaya Kun
Movie : Rockstar (2011)
Singer(s) : A.R.Rahman, Javed Ali & Mohit Chauhan
Music Director : A.R.Rahman
Lyricist : Irshad Kamil
Length : 7:53 Min
Music Label : T-Series

Lyrics of Kun Faaya Kun Song

Ya Nijamuddin Auliya
Ya Nijamuddin Sarkar

Kadam badha le
Hadon ko mita le
Aaja khalipan mein
Pi ka ghar tera
Tere bin khali aaja
Kahlipan mein
Tere bin khali aaja

Rang reza Rang reza
Rang reza aa.....
Ho o ... Rang reza Rang reza

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch
Nahin bhi nahin tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch
Nahin bhi nahin tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Wo jo mujh me samaaya
Wo jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya...
Wo jo mujh me samaya
Wo jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya..

Kun fayakun Kun fayakun
Sadaq Allahul Aliul Azeem

Rang reza rang
Mera tan mera mann
Le le rangai chahe tan
Chahe mann
Rang reza rang
Mera tann mera mann
Le le  rangai chahe tan
Chahe mann

Sajra sawera mere tan barse
Kajra andhera teri jaa'n ki lau
Sajra sawra mere tan barse
Kajra andhera teri jaa'n ki lau
Katra mila jo tere dar par
Se.....O.....Maulaa...
Maulaa... aa...

Kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Aaa
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch
Nahin bhi nahin tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch
Nahin bhi nahin tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadaqallahul Aliul Azeem
Sadaq Rasoolun Nabiul Kareem

Sallallaahu Alaihi wasallam
Sallallaahu Alaihi wasallam

Ho mujhpe karam sarkaar tera
Arz tujhe....kar de mujhe
Mujhse hi rihaa
Aab mujhko bhi ho...deedar mera
Kar de mujhe ...
Mujhse hi rihaa...
Mujhse hi rihaa...

Mann ke mere yeh bharam
Kachche mere yeh karam
Lee ke chalein he kahaan
Main too jaanu hi na...

Tu hain mujhe mein samaya
Kaha leke mujhe aaya
Main hun tujh mein samaya
Tere peechhe chala aaya
Tera hi main ik saaya
Tu ne mujhko banaya
Main to jag ko na bhaya
Tu ne gale se lagaya
Haq tu hi hain khudaya
Sach tu hi hain khudaya...aa aaa

Kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch
Nahin bhi nahin tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch
Nahin bhi nahin tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadaqallahul Aliul Azeem
Sadaq Rasoolun Nabiul Kareem


Kun Faaya Kun - Rockstar (2011) Song Download [320Kbps-VBR-Mp3] [OST-HQ]

0 comments:

Post a Comment